loading...

Saturday 2 September 2017

Jay Jaykara Bahubali 2 Free Mp3 Song Download and Listen with Lyrics





Title: Jay Jaykara
Album: Bahubali 2 - The Conclusion
Artists: Kailash Kher
Music: M. M. Keeravani
Lyrics: Manoj Muntashir

Lyrics:


Kya kabhi ambar se
Surya bichhadta hai
Kya kabhi bin baathi
Deepak jaltha hai
Kya kabi ambar se
Surya bichhadta hai
Kya kabhi bin baathi
Deepak jaltha hai
Kaissi hai ye anhoni
Har aank huyi nam
Chod gaya jo tu
Kaise jiyenge hum
Tuhi kinara, tuhi sahara
Tu jag sara, tuhi humara
Suraj tuhi taara
Jai jaikara, jai jaikara
Swami dena saath humaara
(jay jaykara, jay jaykara
Swami dena saath humaara)
Jahan jahan tere paaon pade
Wo dharti ambar ho jaye
Jaaney ye kaisi maya
Maya hai teri
Tu nirbal chaabal hai
Swami rakwala hum sab ka
Usko kya darr hai
Jispe chaya hai teri
Kan kan mein hai khush haali
Joomey hai daali daali
Hum pyason pe jo rim jim barsey
Hai baadal se
Tuhi woh amrit ki daara
Jai jaikara, jai jaikara
Swami dena saath humaara
(jay jaykara, jay jaykara
Swami dena saath humaara)




loading...